Abhi Toh Main Jawan Hoon
The Killer
Lyrics
Husn lajawab hoon
Shabab hi shabab hoon
Husn lajawab hoon
Shabab hi shabab hoon
Mohabbaton ki shaan hoon
Ke aashiqon ki jaan hoon
Abhi toh main
Abhi toh main jawaan hoon
Abhi toh main jawaan hoon
Abhi toh main jawaan hoon
Abhi toh main
Abhi toh main jawaan hoon
Husn ki joh dhoop hai
Shirin sa mera roop hai
Husn ki joh dhoop hai
Shirin sa mera roop hai
Nadiya ki tezz dhaar hoon
Sohni se bekaraar hoon
Laila ke dil ki baat hoon
Main Heer ki zabaan hoon
Abhi toh main
Abhi toh main jawaan hoon
Abhi toh main jawaan hoon
Abhi toh main jawaan hoon
Abhi toh main
Abhi toh main jawaan hoon
Main jaam hoon bhara hua
Main labon ki pyaas hoon
Main jaam hoon bhara hua
Main labon ki pyaas hoon
Nazar jhukake dekh lo
Main dil ke aas paas hoon
Main aashiqon ki aarzu
Main ishq ka bayan hoon
Abhi toh main
Abhi toh main jawaan hoon
Abhi toh main jawaan hoon
Abhi toh main jawaan hoon
Abhi toh main
Abhi toh main jawaan hoon
Abhi toh main jawaan hoon
Abhi toh main jawaan hoon
Abhi toh main jawaan hoon
Watch Video