Lyric4U
Abhi Toh Haath Mein Jaam Hai

Seeta Aur Geeta

Watch Video
Lyrics
Abhi toh haath mein jaam hai
Tauba kitna kaam hai
Abhi toh haath mein jaam hai
Tauba kitna kaam hai
Kabhi mili fursat toh bhai dekha jayega
Duniya ke baare mein ha socha jayega
Abhi toh haath mein jaam hai
Jeene se pehle kaun mare
Fikar subah ki kaun kare
Jeene se pehle kaun mare
Fikar subah ki kaun kare
Gham ki raat se kaun dare
Abhi suhani shaam hai
Abhi suhani shaam hai
Tauba kitna kaam hai
Kabhi mili fursat toh bhai dekha jayega
Duniya ke baare mein ha socha jayega
Abhi toh haath mein jaam hai
Thaka hua tha main zara
Zara sa sach mein jooth bhara
Thaka hua tha main zara
Zara sa sach mein jooth bhara
Uthake botal ghoont bara
Toh ab zara aaram hai
Toh ab zara aaram hai
Tauba kitna kaam hai
Kabhi mili fursat toh bhai dekha jayega
Duniya ke baare mein ha socha jayega
Abhi toh haath mein jaam hai
Kisi ki na parwah karo
Kabhi na yaaron aah karo
Kisi ki na parwah karo
Kabhi na yaaron aah karo
Karo agar toh waah karo
Yehi mera paighaam hai
Yehi mera paighaam hai
Tauba kitna kaam hai
Kabhi mili fursat toh bhai dekha jayega
Duniya ke baare mein ha socha jayega
Watch Video