Ab Tumhare Hawale Watan Sathiyo
Ab Tumhare Hawale Watan Sathiyo
Lyrics
Farz apna hum nibhane chale
Karz apni zameen ka chukane chale
Vande mataram, vande mataram
Vande mataram, maa
Vande mataram, vande mataram
Vande mataram, maa
Vande mataram, vande mataram
Vande mataram, maa
Vande mataram, vande mataram
Vande mataram, maa
Hum fauji is desh ki dhadkan hai
Har dil ka hum pyar
Maa ki tadpan hai
Hum fauji is desh ki dhadkan hai
Har dil ka hum pyar
Maa ki tadpan hai
Pura karne chale har vachan sathiyo
Ab tumhare hawale watan sathiyo
Sathiyo, sathiyo, sathiyo, sathiyo
Ab tumhare hawale watan sathiyo
Hum fauji is desh ki dhadkan hai
Har dil ka hum pyar
Maa ki tadpan hai
Vande mataram, vande mataram
Vande mataram, maa
Vande mataram, vande mataram
Vande mataram, maa
Tootne na do Bharat ka vishwas tum
Jeet ki leke dil mein badho pyaas tum
Apne khoon se likho apna itihaas tum
Apne khoon se likho apna itihaas tum
Apne Bharat ko apna naman sathiyo
Naman sathiyo
Sathiyo, sathiyo, sathiyo, sathiyo
Ab tumhare hawale watan sathiyo
Hum fauji is desh ki dhadkan hai
Har dil ka hum pyar
Maa ki tadpan hai
(Sargam)
Galiyo chaubaro mein pyar humne kiya
Dil ke armaan ka izhaar humne kiya
Uska chehra hamesha nigahon mein hai
Dur rehke bhi woh meri baaho mein hai
Bida kiya tha usne
Mere sar pe laga ke tika
Bida kiya tha usne
Mere sar pe laga ke tika
Rang na padne diya kabhi
Maine toh uska pheeka
Kab banegi judai milan sathiyo
Kab banegi judai milan sathiyo
Kab banegi judai milan sathiyo
Milan sathiyo
Sathiyo, sathiyo, sathiyo, sathiyo
Ab tumhare hawale watan sathiyo
Vande mataram, vande mataram
Vande mataram, maa
Vande mataram, vande mataram
Vande mataram, maa
Vande mataram, vande mataram
Vande mataram, maa
Vande mataram, vande mataram
Vande mataram, maa
Watch Video