Lyric4U
Ab To Hai Tumse Har Khushi Apni

Abhimaan

Watch Video
Lyrics
Ab to hai tumse har khushi apni
Ab to hai tumse har khushi apni
Tum pe marna hai zindagi apni
Ab to hai tumse har khushi apni
Jab ho gaya tum pe yeh dil deewana
Jab ho gaya tum pe yeh dil deewana
Phir chahe joh bhi kahe humko zamana
Koi banaye baatein chahe ab jitni
Ab to hai tumse har khushi apni
Tere pyar mein badnaam door door ho gaye
Tere pyar mein badnaam door door ho gaye
Tere saath hum bhi sanam mashoor ho gaye
Dekho kahan le jaaye bekhudi apni
Ab to hai tumse har khushi apni
Watch Video