Lyric4U
Ab Raat Guzarne Wali Hai

Awara

Watch Video
Lyrics
Aa jao tadapte hai armaan
Aa jao tadapte hai armaan
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai
Main roun yahan, tum chup ho wahan
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai
O chand ki rangat udhne lagi
Woh taaron ke dil ab doob gaye, doob gaye
Hai dard bhara bechain samma
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai
Is chand ki doli mein aayi nazar
Is chand ki doli mein aayi nazar
Yeh raat ki dulhan chal di kidhar, chal di kidhar
Aawaaz toh do, khoye ho kahan
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai
Ghabrake nazar bhi haar gayi
Ghabrake nazar bhi haar gayi
Taqdeer ko bhi neend aane lagi, neend aane lagi
Tum aate nahi, main jaun kahan
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai
Watch Video