Aayi Zanjeer Ki Jhankar
Razia Sultan
Lyrics
Khuda khair kare
Aayi zanjeer ki jhankar khuda khair kare
Dil hua kiska giraftar khuda khair kare
Aayi zanjeer ki jhankar
Jaane yeh kaun meri rooh ko chhukar guzra, jaane yeh kaun
Jaane yeh kaun meri rooh ko chhukar guzra
Ek qayamat hui bedaar
Ek qayamat hui bedaar khuda khair kare
Lamha lamha meri aankhon mein khinch jaati hai
Lamha lamha meri aankhon mein khinch jaati hai
Ek chamakti hui talwar khuda khair kare
Ek chamakti hui talwar
Ek chamakti hui talwar
Khoon dil ka na chhalak jaaye kahin aankhon se
Khoon dil ka na chhalak jaaye meri aankhon se
Ho na jaaye kahin izhaar
Ho na jaaye kahin izhaar
Ho na jaaye kahin izhaar khuda khair kare
Khuda khair kare
Khuda khair kare
Watch Video