Lyric4U
Aaya Tere Dar Par

Veer Zaara

Watch Video
Lyrics
Joh bandishein thi zamaane ki
Todh aaya hoon
Main tere vaaste
Duniya ko chhod aaya hoon
Aaya tere dar par deewana
Aaya tere dar par deewana
Aaya hoon aaya
Aaya tera deewana
Aaya tere dar par deewana
Aaya tere dar par deewana
Tera deewana, tera deewana
Aaya tere dar par deewana
Aaya tere dar par deewana
Tera deewana ... tera
Tera deewana ... deewana
Tera deewana ... tera
Tera deewana
Tera deewana, tera deewana
Aaya tere dar par deewana
Aaya tere dar par deewana
Yeh hai tera hi saudai
Yeh hai tera hi shaidai
Yeh hai tera hi saudai
Yeh hai tera hi shaidai
Tere ishq mein hai isse mar jaana
Aaya tere dar par deewana
Aaya tere dar par deewana
Tera jalwa joh paaon
Main har gham bhool jaaon
Tera jalwa joh main paaon
Main toh har gham bhool jaaon
Yeh aansoon joh hai behte
Bas itna hai yeh kehte
Kahaan tu aur kahaan main
Paraya hoon yahaan main
Karam itna agar ho
Ki mujh par ek nazar ho
Karam itna agar ho
Ki mujh par ek nazar ho
Jaan-o-dil vaar doon main
Zindagi haar doon main
Jaise shamma pe marta hai parwana
Aaya tere dar par deewana
Aaya tere dar par deewana
Aaya ... aa aa aa
Aaya tere dar par tera hi deewana
Aaya tere dar par tera hi deewana
Deewana tera, deewana tera
Deewana tera, deewana tera
Deewana tera ... aa aa aa
Deewana tera, deewana tera
Deewana tera ... aa aa aa
Deewana tera, deewana tera
Aaya tere dar par deewana
Deewana, deewana
Aaya kis modh pe afsana
Aaya kis modh pe afsana
Aaya kis modh pe afsana
Aaya kis modh pe afsana
Aaya kis modh pe afsana
Aaya kis modh pe afsana
Yeh sitam ka rivaaj kyun hai
Jaisa hai yeh samaaj kyun hai
Yeh duniya ki hai rasmein
Main hoon ab inke bas mein
Yeh joh duniya ki hai rasmein
Main hoon ab inke hi bas mein
Na poocho kya gila hai
Mujhe gham kyun mila hai
Tumhe main kya bataon
Mohabbat jurm hai kyun
Koi rota hai kyun
Aaisa hota hai kyun
Kyun dil se har ek hai anjaana
Aaya kis modh pe afsana
Aaya kis modh pe afsana
Yeh kis mahaul mein hum hain
Khushi ke bhes mein gham hain
Kise apna kahe kise begaana
Aaya kis modh pe afsana
Aaya kis modh pe afsana
Aaya kis modh pe mera afsana
Aaya kis modh pe mera afsana
Afsana mera, afsana mera, afsana mera
Afsana mera, afsana mera, afsana mera
Afsana mera, afsana mera, afsana mera
Afsana mera, afsana mera, afsana mera
Afsana mera, afsana mera, afsana mera
Aaya kis modh pe afsana, afsana, afsana
Aaya kis modh pe afsana
Aaya kis modh pe afsana
Aaya kis modh pe afsana
Aaya kis modh pe afsana
Watch Video