Aaya Mausam Dosti Ka
Maine Pyar Kiya
Lyrics
Tum ladki ho
Main ladka hoon
Tum aayi toh
Sach kehta hoon
Aaya mausam dosti ka
Ki aaya mausam dosti ka
Main ladki hoon
Tum ladke ho
Yoon lagta hai
Jab milte ho
Aaya mausam dosti ka
Ki aaya mausam dosti ka
La la la ... la la
La la la ... la la
Jaane kyun lagta hai meri tumhari
Pehle se pehchaan hai
Jaane kyun lagta hai meri tumhari
Pehle se pehchaan hai
Tum maan itna joh de rahe ho
Mujhpe yeh ehsaan hai
Ehsaanon ki baatein chhodo
Aao humse naata jodho
Aaya mausam dosti ka
Ki aaya mausam dosti ka
Main ka jaanu ka cheez hove hai pyar
Karajva pe laagi nazar ki kataar
Main ka jaanu ka cheez hove hai pyar
Karajva pe laagi nazar ki kataar
Arri deewani ... oye oye oye
Na kar naadani ... haai daiya
Teri baatein hai ... achcha
Badi toofani
Nahin yeh mausam dillagi ka
Nahin yeh mausam khudkhushi ka
Ta ra ru ru ru ... ru ru
Hey hey hey ... ho ho
Rishta nahin hai dono ko phir bhi
Baandhe koi dor hai
Rishta nahin hai dono ko phir bhi
Baandhe koi dor hai
Is dosti ko kya naam de hum
Yeh baat kuch aur hai
Deewanapan keh sakte ho
Dil ki dhadkan keh sakte ho
Aaya mausam dosti ka
Ki aaya mausam dosti ka
Watch Video