Lyric4U
Aati Rahengi Baharein

Kasme Vaade

Watch Video
Lyrics
Hey aati rahengi baharein
Jaati rahengi baharein
Dil ki nazar se duniya ko dekho
Duniya sada hi haseen hai
Aati rahengi baharein
Jaati rahengi baharein
Dil ki nazar se duniya ko dekho
Duniya sada hi haseen hai ho ho
Aati rahengi baharein
Jaati rahengi baharein
Dil ki nazar se duniya ko dekho
Duniya sada hi haseen hai ho ho
Aati rahengi baharein
Jaati rahengi baharein
Maine toh bas yahi maangi hai duayein
Phoolon ki tarah hum sada muskurayein
Maine toh bas yahi maangi hai duayein
Phoolon ki tarah hum sada muskurayein
Gaate rahe hum khushiyon ke geet yoon hi jaaye beet zindagi ho ho
Aati rahengi baharein
Jaati rahengi baharein
Dil ki nazar se duniya ko dekho
Duniya sada hi haseen hai ho ho
Aati rahengi baharein
Jaati rahengi baharein
Tumse hai jab jeevan mein sahare
Jahan jaaye nazarein wahin hai nazare
Tumse hai jab jeevan mein sahare
Jahan jaaye nazarein wahin hai nazare
Leke aayegi har nayi bahar rang bhara pyar aur khushi ho ho
Aati rahengi baharein
Jaati rahengi baharein
Dil ki nazar se duniya ko dekho
Duniya sada hi haseen hai ho ho
Aati rahengi baharein
Jaati rahengi baharein
Hey hum joh mile hai toh dil ko yakeen hai
Dharti pe swarg joh hai toh yahin hai
Hey hum joh mile hai toh dil ko yakeen hai
Dharti pe swarg joh hai toh yahin hai
Bhoole se bhi gham aaye na wahan pyar hai jahan bandagi ho ho
Aati rahengi baharein
Jaati rahengi baharein
Dil ki nazar se duniya ko dekho
Duniya sada hi haseen hai ho ho
Aati rahengi baharein
Jaati rahengi baharein
Watch Video