Lyric4U
Aate Jaate Haste Gaate

Maine Pyar Kiya

Watch Video
Lyrics
Aate jaate
Hanste gaate
Socha tha maine mann mein kai baar
Woh pehli nazar
Halka sa asar
Karta hai kyun is dil ko bekarar
Ruk ke chalna
Chal ke rukna
Na jaane tumhe hai kiska intezar
Tera woh yakeen
Kahin main toh nahin
Lagta hai yehi kyun mujhko baar baar
Yehi sach hai
Shayad maine pyar kiya
Haan haan tumse
Maine pyar kiya
Aate jaate
Hanste gaate
Socha tha maine mann mein kai baar
Honthon ki kali
Kuch aur khili
Yeh dil pe hua hai kiska ikhtiyar
Tum kaun ho
Batla toh do
Kyun karne lagi main tumpe aitbaar
Khamosh rahoon
Ya main keh doon
Ya kar loon main chupke se yeh sweekar
Yehi sach hai
Shayad maine pyar kiya
Haan haan tumse
Maine pyar kiya
Watch Video