Aashiyana
Fashion
Lyrics
Aashiyana ... aashiyana
Aashiyana ... aashiyana
Mujhko hai mila
Meri manzil ka nishaan
Kyun ab ho gila
Koi ab na hai gumaan
Thodi si mehki si
Thodi si behki si
Meri zindagani
Thodi si mehki si
Thodi si behki si
Meri zindagani
Aashiyana mera hai yahan
Mera zamana mera hai jahaan
Ab mujhe fursat hai kahan
Mujhe fursat hai kahan
Aashiyana mera hai yahan
Mera zamana mera hai jahaan
Ab mujhe fursat hai kahan
Mujhe fursat hai kahan
Aashiyana ... aashiyana
Roko na mujhe
Koi toko na mujhe
Dheeme dheeme haule haule
Khona hosh hai
Khushboo is kadar
Mujhe ab kahan hai sabar
Dheeme dheeme haule haule
Dil madhosh hai
Thodi si mehki si
Thodi si behki si
Meri zindagani
Thodi si mehki si
Thodi si behki si
Meri zindagani
Aashiyana mera hai yahan
Mera zamana mera hai jahaan
Ab mujhe fursat hai kahan
Mujhe fursat hai kahan
Aashiyana mera hai yahan
Mera zamana mera hai jahaan
Ab mujhe fursat hai kahan
Mujhe fursat hai kahan
Aashiyana ... aashiyana
Poori ho gayi
Meri arzi khwaab ki
Halke halke chalke chalke
Hai sab jaam bhi
Khushiyon ne abhi
Ki hai mujhse dosti
Halki halki chalki chalki
Hai kuch shaam bhi
Thodi si mehki si
Thodi si behki si
Meri zindagani
Thodi si mehki si
Thodi si behki si
Meri zindagani
Aashiyana mera hai yahan
Mera zamana mera hai jahaan
Ab mujhe fursat hai kahan
Mujhe fursat hai kahan
Aashiyana mera hai yahan
Mera zamana mera hai jahaan
Ab mujhe fursat hai kahan
Mujhe fursat hai kahan
Aashiyana ... aashiyana
Aashiyana ... aashiyana
Watch Video