Lyric4U
Aashiqui Mein Teri

36 China Town

Watch Video
Lyrics
Aa aa aashiqui mein teri ja ja jaayegi jaan meri

De de dil Chinatown mein
De de dil Chinatown mein hai kasam hai meri

Tu meri jannat hai
Tu hi meri chahat hai
Tu meri bechaini
Tu hi meri raahat hai
Tu hi manzil meri
Aa aa aashiqui mein teri ja ja jaayegi jaan meri
Aa aa aashiqui mein teri ja ja jaayegi jaan meri
Main teri deewangi mein hadh se guzar chuka hoon
Kya bataun kis kadar main tujhpe mar chuka hoon

Tu meri saansein hai
Tu hi meri dhadkan hai
Tu meri madhoshi
Tu hi meri tadpan hai
Tu hi manzil meri
Aa aa aashiqui mein teri ja ja jaayegi jaan meri
Aa aa aashiqui mein teri ja ja jaayegi jaan meri
Har ghadi nazar mein hai chehra sirf tera
Kya karun main ab nahi hai bas mein dil yeh mera

Tu meri tanhaai
Tu hi meri mehfil hai
Tu meri betaabi
Tu hi mera qatil