Aashiqana Aalam
Good Boy Bad Boy
Lyrics
Aashiqana aalam hai ishq nibha ja
Aaja aaja aaja janaab-e-ali aaja
Aashiqana aalam hai ishq nibha ja
Aaja aaja aaja janaab-e-ali aaja
Aashiqana aalam hai ishq nibha ja
Aaja aaja aaja janaab-e-ali aaja
Umeed ... teri
Tera ... nasha
Is dil mein aur kya hai
Is dil mein aur kya hai
Aashiqana aalam hai ishq nibha ja
Aaja aaja aaja janaab-e-ali aaja
Is dil mein aur kya hai
Is dil mein aur kya hai
Gawahi deti hai dhadkan
Tu hi mera yaar, tu hi mera pyar, tu hi intezaar hai
Yeh kehti hai dil ki tadpan
Tu hi mera khwaab, tu mere bechain dil ka davedaar hai
Tu mera hai jahaan
Tujh se har dastaan
Tu mera hai jahaan
Tujh se har dastaan
Aashiqana aalam hai ishq nibha ja
Aaja aaja aaja janaab-e-ali aaja
Is dil mein aur kya hai
Ragon mein tu hai samayi
Teri tamanna se, teri mohabbat se jeene ka ehsaas hai
Teri hi betaabi chhayi
Maangun duaon mein tujhko khuda se main, saanson ki tu pyaas hai
Tu mere deewanapan
Lagi tujhi se lagan
Tu mere deewanapan
Lagi tujhi se lagan
Aashiqana aalam hai ishq nibha ja
Aaja aaja aaja janaab-e-ali aaja
Is dil mein aur kya hai
Umeed ... teri
Tera ... nasha
Is dil mein aur kya hai
Aashiqana aalam hai ishq nibha ja
Aaja aaja aaja janaab-e-ali aaja
Aashiqana aalam hai ishq nibha ja
Aaja aaja aaja janaab-e-ali aaja
Is dil mein aur kya hai
Is dil mein aur kya hai
Watch Video