Lyric4U
Aashiq Deewana Hoon

Afsana Pyar Ka

Watch Video
Lyrics
Aashiq deewana hoon
Pagal parwana hoon
Dil kis par aayega jaane khuda
Ho o o aashiq deewana hoon
Pagal parwana hoon
Dil kis par aayega jaane khuda
Main awara ... dil awara ... pyar awara, awara
Main awara ... dil awara ... pyar awara, awara
Yeh balkhati zulfein
Yeh lehrati baahein
Yeh madhosh nigahein
Mera dil cheen le
Chanchal shok aadayein
Dil pagal kar jaaye
Har pal dil tadpaye
Mujhe jeene na de

Joh hai meri aankhon mein
Joh hai meri saanson mein
Joh hai mere khwaabon mein
Woh kahin na mile
Itne haseen chehron mein
Kaunsa hai woh chehra
Joh taqdeer hai meri
Yeh pata na chale