Lyric4U
Aap Ki Kashish

Aashiq Banaya Aapne

Watch Video
Lyrics
Aap ki kashish sarfarosh hai
Aap ka nasha yoon madhosh hai
Kya kahe tumse jaan-e-jaan
Gum hua hosh hai
Gum hua hosh hai
Aap ki kashish sarfarosh hai
Aap ka nasha yoon madhosh hai
Kya kahe tumse jaan-e-jaan
Gum hua hosh hai
Gum hua hosh hai
Aap ki kashish sarfarosh hai
Dooba rahun sada tere khayalon mein
Uljha rahun sada tere sawalon mein
Tere bina kahin ab na qaraar hai
Jaan-e-mann tujhpe toh jaan bhi nisaar hai
Jaana yeh jaana yeh maine jaana
Tu mera tu mera deewana
Na meri khatta, na mera dosh hai
Aap ka nasha yoon madhosh hai
Kya kahe tumse jaan-e-jaan
Gum hua hosh hai
Haaye gum hua hosh hai
Teri adaon ka jaadu joh chal gaya
Deewana main hua, dil machal gaya
Halka dhuaan utha, mausam badal gaya
Roshan hua samaan, parwana jal gaya
Jaagi re jaagi main jaagi soyi
Teri hi yaadon mein main khoyi
Ab mera jahaan teri agosh hai
Aap ka nasha yoon madhosh hai
Kya kahe tumse jaan-e-jaan
Gum hua hosh hai
Gum hua hosh hai
Aap ki kashish sarfarosh hai
Aap ka nasha yoon madhosh hai
Kya kahe tumse jaan-e-jaan
Gum hua hosh hai
Gum hua hosh hai
Watch Video