Lyric4U
Aao Na Gale Laga Lo Na

Mere Jeevan Saathi (1972)

Watch Video
Lyrics
Ae aao na, gale laga lo na, lagi bujha do na o jaaneja
Tumne joh agan lagayi hai toh chhuke dekho na kahan kahan
Dekho seene mein kaisi hulchul machi hai o saajna

Aao na, gale laga lo na, lagi bujha do na o jaaneja

Kaise sharmili ho jaani aaja aaja aaja na lehrake hey
Duniya se darte ho toh main saare deepak aayi hoon bujhake hey
Ab toh nahi koi ek tum ho ek hum
Aao na, gale laga lo na, lagi bujha do na o jaaneja
Tumne joh agan lagayi hai toh chhuke dekho na kahan kahan
Dekho seene mein kaisi hulchul machi hai o saajna
Dekho seene mein kaisi hulchul machi hai o saajna
Behki main behki main behki sajan kas lo in baahon ka ghera haan
Mann hi na tarse milan ke dilbar pyaasa pyaasa tann bhi mera haan
Mujhko in baahon mein le lo na sanam