Lyric4U
Aankhon Se Tune Yeh Kya

Ghulam

Watch Video
Lyrics
Aankhon se tune yeh kya keh diya
Dil yeh deewana dhadakne laga
Tanhai mein hum mile is tarah
Baarish mein shola bhadakne laga
Tu tadapne laga, main machalne lagi
Boond tan pe giri, jaan machalne lagi
Chha raha hai ajab sa nasha
Aankhon se tune yeh kya keh diya
Dil yeh deewana dhadakne laga
Tanhai mein hum mile is tarah
Baarish mein shola bhadakne laga
Tu tadapne laga, main machalne lagi
Boond tan pe giri, jaan machalne lagi
Chha raha hai ajab sa nasha
Aankhon se tune yeh kya keh diya
Dil yeh deewana dhadakne laga
Thodi sardi bhi hai
Thodi garmi bhi hai
Thodi hai bebasi
Thodi marzi bhi hai
Aise mein hum bhala kya karen tu bata
Joh bhi hota hai woh hone de dilruba
Aankhon se tune yeh kya keh diya
Dil yeh deewana dhadakne laga
Tanhai mein hum mile is tarah
Baarish mein shola bhadakne laga
Paas aaun joh main
Dil yeh darta hai kyun
Door jayega tu
Aisa lagta hai kyun
Maine vaada kiya, maine li hai kasam
Umr bhar na kabhi, pyar hoga yeh kam
Aankhon se tune yeh kya keh diya
Dil yeh deewana dhadakne laga
Tanhai mein hum mile is tarah
Baarish mein shola bhadakne laga
Tu tadapne laga, main machalne lagi
Boond tan pe giri, jaan machalne lagi
Chha raha hai ajab sa nasha
Aankhon se tune yeh kya keh diya
Dil yeh deewana dhadakne laga
Tanhai mein hum mile is tarah
Baarish mein shola bhadakne laga
Watch Video