Lyric4U
Aankhon Mein Basaya Tha

Takkar

Watch Video
Lyrics
Aankhon mein basaya tha
Haan aankhon mein basaya tha
Tumhe dil mein chupaya tha
Aankhon mein basaya tha
Tumhe dil mein chupaya tha
Jab chahun tumhe dekhun
Aaina banaya tha
Aankhon mein basaya tha
Aankhon mein basaya tha
Tumhe dil mein chupaya tha
Aankhon mein basaya tha
Tumhe dil mein chupaya tha
Jab chahun tumhe dekhun
Aaina banaya tha
Aankhon mein basaya tha
Tumhe dil mein chupaya tha
Aankhon mein andhera hai, veerana sehra hai
Na jaane mera woh chaand kis shehar mein utra hai
Jeene ka bata tu hi ab kya armaan karun
Mar jaane ka ae dil koi saaman karun
Ik saath jeeyenge hum
Haan ik saath jeeyenge hum
Kyun khwaab dikhaya tha
Ik saath jeeyenge hum
Kyun khwaab dikhaya tha
Jab chahun tumhe dekhun
Aaina banaya tha
Kya jaan sakoge tum din kaise guzarta hai
Ik pal bhi nahi guzre, haan aise guzarta hai
Na chain hi aata hai, na neend hi aati hai
Teri yaad aati hai, aakar tadpati hai
Maine toh tujhe jaanam
Haan maine toh tujhe jaanam
Palkon pe bithaya tha
Maine toh tujhe jaanam
Palkon pe bithaya tha
Jab chahun tumhe dekhun
Aaina banaya tha
Aankhon mein basaya tha
Haan aankhon mein basaya tha
Tumhe dil mein chupaya tha
Aankhon mein basaya tha
Tumhe dil mein chupaya tha
Jab chahun tumhe dekhun
Aaina banaya tha
Watch Video