Lyric4U
Aankhon Ki Gustakhiyan

Hum Dil De Chuke Sanam

Watch Video
Lyrics
Aankhon ki gustakhiyan maaf hoon
O aankhon ki gustakhiyan maaf hoon
Ek tuk tumhe dekhti hain
Joh baat kehna chahe zubaan
Tumse yeh woh kehti hain
Aankhon ki sharm-o-haya maaf ho
Tumhe dekh ke jhukti hain
Uthi aankhen joh baat na keh saki
Jhuki aankhen woh kehti hain
Aankhon ki
Aankhon ki gustakhiyan maaf hoon
Kaajal ka ek til
Tumhare labhon pe laga loon
La la la ... la la
Haan chanda aur suraj ki nazron se
Tumko bacha loon
Oh palkhon ki chilman mein aao
Main tumko chupa loon
Khayalon ki yeh shokhiyan maaf hoon
Ha ha ... ha ha ... ha ha
Har dum tumhe sochti hain
Jab hosh mein hota hai jahaan
Madhosh yeh karti hain
Aankhon ki sharm-o-haya maaf ho
Yeh zindagi aapki hi amanat rahegi
Aye hey
Dil mein sada aapki hi mohabbat rahegi
Aye hey
In saanson ko aapki hi zaroorat rahegi
Is dil ki nadaaniyan maaf hoon
Yeh meri kahan sunti hain
Yeh pal pal joh hote hain bekal sanam
Toh sapne naye bunti hain
Aankhon ki
Aankhon ki gustakhiyan maaf hoon
Sharm-o-haya maaf ho
Watch Video