Aankhon Hi Aankhon Mein
C.I.D. (1956)
Lyrics
Aankhon hi aankhon mein ishara ho gaya
Baithe baithe jeene ka sahara ho gaya
Aankhon hi aankhon mein ishara ho gaya
Baithe baithe jeene ka sahara ho gaya
Aankhon hi aankhon mein
Gaate ho geet kyun dil pe kyun haath hai
Khoye ho kis liye aisi kya baat hai
Yeh haal kab se tumhara ho gaya
Aankhon hi aankhon mein ishara ho gaya
Baithe baithe jeene ka sahara ho gaya
Aankhon hi aankhon mein ishara ho gaya
Baithe baithe jeene ka sahara ho gaya
Aankhon hi aankhon mein
Chalte ho jhoomke badli hai chaal bhi
Naino mein rang hai bikhre hai baal bhi
Kis dilruba ka nazara ho gaya
Aankhon hi aankhon mein ishara ho gaya
Baithe baithe jeene ka sahara ho gaya
Aankhon hi aankhon mein ishara ho gaya
Baithe baithe jeene ka sahara ho gaya
Aankhon hi aankhon mein
Ab na woh zor hai, ab na woh shor hai
Humko hai sab pata dil mein joh chor hai
Yeh chor kaise ganwara ho gaya
Aankhon hi aankhon mein ishara ho gaya
Baithe baithe jeene ka sahara ho gaya
Aankhon hi aankhon mein ishara ho gaya
Baithe baithe jeene ka sahara ho gaya
Aankhon hi aankhon mein
Kaisa yeh pyar hai, kaisa yeh naaz hai
Hum bhi toh kuch sune humse kya raaz hai
Acha toh yeh dil hamara ho gaya
Aankhon hi aankhon mein ishara ho gaya
Baithe baithe jeene ka sahara ho gaya
Aankhon hi aankhon mein ishara ho gaya
Baithe baithe jeene ka sahara ho gaya
Aankhon hi aankhon mein ishara ho gaya
Baithe baithe jeene ka sahara ho gaya
Aankhon hi aankhon mein
Watch Video