Aankhen Bandh Karke
Aitraaz
Lyrics
Aankhen bandh karke joh ek chehra nazar aaya
Woh tumhi ho ae sanam

Jisse pyar karte hi dil ko mere qaraar aaya

Tum hi jaan-e-jana mere pyar ka sapna
Dil ne mere maana dilbar tumhe apna
Tum hi jaan-e-jana mere pyar ka sapna
Dil ne mere maana dilbar tumhe apna
Mere yaar pe
Mere yaar pe hai mujhko bada hi naaz
Meri chahaton se tum
Meri chahaton se tum na karna kabhi aitraaz
Aankhen bandh karke joh ek chehra nazar aaya
Aankhen bandh karke joh ek chehra nazar aaya
Woh tumhi ho ae sanam
Woh tumhi ho ae sanam
Zindagi hai tujhse mera ishq kehta hai
Tu meri saanson mein har waqt rehta hai
Zindagi hai tujhse mera ishq kehta hai
Tu meri saanson mein har waqt rehta hai
Mera khwaab tu
Mera khwaab tu, hai tu hi meri parwaaz

Watch Video