Aanewala Pal Janewala Hai
Golmaal
Lyrics
Aanewala pal janewala hai
Aanewala pal janewala hai
Ho sake toh is mein zindagi bita do
Pal joh yeh janewala hai ho ho
Aanewala pal janewala hai
Ho sake toh is mein zindagi bita do
Pal joh yeh janewala hai
Ek bar yoon mili masoom si kali
Ek bar yoon mili masoom si kali
Ho khilte huye kaha khushbash main chali
Dekha toh yahin hai
Dhundha toh nahi hai
Pal joh yeh janewala hai ho ho
Aanewala pal janewala hai
Ho sake toh is mein zindagi bita do
Pal joh yeh janewala hai
Ek bar waqt se lamha gira kahin
Ek bar waqt se lamha gira kahin
Wahan dastan mili, lamha kahin nahi
Thoda sa hasake
Thoda sa rulake
Pal yeh bhi janewala hai ho ho
Aanewala pal janewala hai
Ho sake toh is mein zindagi bita do
Pal joh yeh janewala hai ho ho
Aanewala pal janewala hai
Aanewala pal janewala hai
Watch Video