Aane Wala Pal
Plan
Lyrics
Aane wala pal woh aa raha hai
Jaane wala pal yeh jaa raha hai
Aane wala pal woh aa raha hai
Jaane wala pal yeh jaa raha hai
Nayi manzilon ko hai tera intezaar
La la la la la ... la la la la la
La la la la la ... la la la la la
Aane wala pal woh aa raha hai
Maana abhi hai raahon mein
Manzil hai lekin nigaahon mein
Maana abhi hai raahon mein
Manzil hai lekin nigaahon mein
Kal ke sapne hai aankhon mein
Phool mehakte hai saanson mein
Kehta hai dil kehta hai baar baar
Kehta hai ik din toh aayegi bahaar
La la la la la ... la la la la la
La la la la la ... la la la la la
Apna iraada toh acha hai
Na jaane rab ne kya socha hai
Deewane hai hum deewane hai
Masti ke lab pe tarane hai
Dil joh kahega kar jayenge
Taaron ko hum todh layenge
Kehta hai dil kehta hai baar baar
Kya beqaraari se lena mere yaar
La la la la la ... la la la la la
La la la la la ... la la la la la
Aane wala pal woh aa raha hai
Jaane wala pal yeh jaa raha hai
Aane wala pal woh aa raha hai
Jaane wala pal yeh jaa raha hai
Nayi manzilon ko hai tera intezaar
La la la la la ... la la la la la
La la la la la ... la la la la la
Watch Video