Aaja Aaja Give Me A Kiss
Love
Lyrics
Aaja aaja give me a kiss
Na na na na till I am a miss
Aaja aaja give me a kiss
Na na na na till I am a miss
Hona yahi kal bhi hai
Toh kyun bole abhi nahi abhi nahi
Kal piya hone toh de
Shaadi se pehle kabhi nahi kabhi nahi
Maane nahi maane nahi haaye dil
Aaja aaja give me a kiss
Na na na na till I am a miss
Aaja aaja give me a kiss
Na na na na till I am a miss
Pyar kitna haseen hai jaise bahaaron ka ujala
Pyar kitna jawaan hai rehta hamesha matwala
Pyar hi geet hai zindagi ke liye
Pyar hi meet hai aadmi ke liye
Jab yeh chal pade roke na ruke
Raahein teri lakhon sahi, yahi sabki manzil
Aaja aaja give me a kiss
Na na na na till I am a miss
Hona yahi kal bhi hai
Toh kyun bole abhi nahi abhi nahi
Kal piya hone toh de
Shaadi se pehle kabhi nahi kabhi nahi
Maane nahi maane nahi haaye dil
Aaja aaja give me a kiss
Na na na na till I am a miss
Aaja aaja give me a kiss
Na na na na till I am a miss
Ae mohabbat tera bandhan kabhi na toote
Thaam le jab daaman, daaman kabhi na chhute
Ishq woh rang hai joh badalta nahi
Yeh jale ya bujhe, roop dhalta nahi
Darpan bhi yahin, chaaya bhi yahin
Hum bhi na kyun ek duje mein samaa jaye ae dil
Aaja aaja give me a kiss
Na na na na till I am a miss
Hona yahi kal bhi hai
Toh kyun bole abhi nahi abhi nahi
Kal piya hone toh de
Shaadi se pehle kabhi nahi kabhi nahi
Maane nahi maane nahi haaye dil
Aaja aaja give me a kiss
Na na na na till I am a miss
Aaja aaja give me a kiss
Na na na na till I am a miss
Watch Video