Lyric4U
Aaj Main Upar

Khamoshi: The Musical

Watch Video
Lyrics
Aaj main upar aasmaan neeche
Aaj main aage zamana hai peeche
Aaj main upar aasmaan neeche
Aaj main aage zamana hai peeche
Tell me o khuda, ab main kya karun
Chalun seedhi ki ulti chalun
Aaj main upar aasmaan neeche
Aaj main aage zamana hai peeche
Tell me o khuda, ab main kya karun
Chalun seedhi ki ulti chalun
Aaj main upar aasmaan neeche
Yoon hi bin baat ke chhalti jaaye hansi
Dole jab hawa laage gudgudi
Yoon hi bin baat ke chhalti jaaye hansi
Dole jab hawa laage gudgudi
Sambhalun gir padun, arre arre arre arre arre tauba kya karun
Chalun seedhi ki ulti chalun
Aaj main upar aasmaan neeche
Aaj main aage zamana hai peeche
Tell me o khuda, ab main kya karun
Sar ke bal ya kadam se chalun
Aaj main upar aasmaan neeche
Jhoome ja mauj mein, rukna na jaanejaan
Dekhun yeh tarang rukti hai kahan
Jhoome ja mauj mein, rukna na jaanejaan
Dekhun yeh tarang rukti hai kahan
Main bhi tere sang in lehron pe chalun
Sar ke bal ya kadam se chalun
Aaj main upar aasmaan neeche
Aaj main aage zamana hai peeche
Aaj main upar aasmaan neeche
Aaj main aage zamana hai peeche
Tell me o khuda, ab main kya karun
Chalun seedhi ki ulti chalun
Watch Video