Lyric4U
Aaj Ki Raat Koi Aane Ko Hai

Anamika (1973)

Watch Video
Lyrics
Aaj ki raat koi aane ko hai re baba, re baba, re baba
Intezar aur thoda sa intezar
Aaj ki raat koi aane ko hai re baba
Usse aane toh de o dil-e-beqadar
Phir kar lena jee bharke pyar
Shubo, shubo, shubo, shubo ... shubo
Shubo, shubo, shubo, shubo ... shubo
Aaj ki raat koi aane ko hai re baba, re baba, re baba
Intezar aur thoda intezar
Aaj ki raat koi aane ko hai re baba
Usse aane toh de o dil-e-beqadar
Phir kar lena jee bharke pyar
Shubo, shubo, shubo, shubo ... shubo
Shubo, shubo, shubo, shubo ... shubo
Na na na na na ... na na na na na
Tu toh na aaya, aaya koi aur saajan
Mujhe aakar bacha le, tu tu hi tu bacha le
Loote hai mujhko meri jawani ka dushman
Koi kab tak sambhale tu tu tu bacha le, bacha le
Aisa na ho lut jaaye re tera pyar
Aaj ki raat koi aane ko hai re baba, re baba, re baba
Intezar aur thoda intezar
Aaj ki raat koi aane ko hai re baba
Usse aane toh de o dil-e-beqadar
Phir kar lena jee bharke pyar
Shubo, shubo, shubo, shubo ... shubo
Shubo, shubo, shubo, shubo ... shubo
Aaja ... ab toh aaja na ... aaja
Aaj ki raat koi aane ko hai re baba, re baba, re baba
Intezar aur thoda intezar
Aaj ki raat koi aane ko hai re baba
Usse aane toh de o dil-e-beqadar
Phir kar lena jee bharke pyar
Shubo, shubo, shubo, shubo ... shubo
Shubo, shubo, shubo, shubo ... shubo
Watch Video