Aaj Ki Raat
Don (2006)
Lyrics
Shaam hai, jaam hai aur hai nasha
Tann bhi hai mann bhi hai pighla hua
Chaayi hai rangeeniyan
Phir bhi hai betaabiyan
Kyun dhadakta hai dil
Kyun yeh kehta hai dil
Deewano ko ab tak nahi hai yeh pata
Aaj ki raat hona hai kya
Pana hai kya, khona hai kya
Aaj ki raat hona hai kya
Pana hai kya, khona hai kya
Do ghadi mein hi yahan jane kya hoga
Joh hamesha tha mera phir mera hoga
Kaun kiske dil mein hai faisla hoga
Faisla hai yahi, jeet hogi meri
Deewano ko ab tak nahi hai yeh pata
Aaj ki raat hona hai kya
Pana hai kya, khona hai kya
Aaj ki raat hona hai kya
Pana hai kya, khona hai kya
Aao main tumse kahoon baat chupke se
Rang badlegi pal mein raat chupke se
Tumko le jaunga phir saath chupke se
Jaoge tum kahan, dekho main hoon yahan
Deewano ko ab tak nahi hai yeh pata
Aaj ki raat hona hai kya
Pana hai kya, khona hai kya
Aaj ki raat hona hai kya
Pana hai kya, khona hai kya
Watch Video