Aadmi Zindagi
Vishwatma
Lyrics
Aadmi, zindagi aur yeh aatma
Aadmi, zindagi aur yeh aatma
Dhoondte hai sabhi tujhko paramatma
Yeh milan joh karaye woh vishwatma, vishwatma

Aaj ke din main aakash se gir pada
Pehle chota sa tha, ho gaya ab bada
Aaj ke din main aakash se gir pada
Pehle chota sa tha, ho gaya ab bada
Waqt rehta nahi ek jagah pe khada
Chalta rehta hai yeh umra ka kaafila
Aadmi, zindagi aur yeh aatma
Aadmi, zindagi aur yeh aatma
Dhoondte hai sabhi tujhko paramatma
Yeh milan joh karaye woh vishwatma, vishwatma
Yeh milan joh karaye woh vishwatma, vishwatma
Ek ghar mein bhi har ek se hai alag
Dekhte hai alag, sochte hai alag
Ek ghar mein bhi har ek se hai alag
Dekhte hai alag, sochte hai alag
Hum alag kyun na ho, hum bane hai alag
Pyar ne kar diya par humein ek sa
Aadmi, zindagi aur yeh aatma
Aadmi, zindagi aur yeh aatma
Dhoondte hai sabhi tujhko paramatma
Yeh milan joh karaye woh vishwatma, vishwatma
Yeh milan joh karaye woh vishwatma, vishwatma
Watch Video