Lyric4U
Aabaad Barbaad

Ludo

Watch Video
Lyrics
Ya toh barbaad kar do
Ya toh barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do
Ya toh barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do
Woh galat tha yeh sahi hai jhooth yeh aaj keh do
Itna ehsaan kar do
Itna ehsaan kar do
Poore armaan kar do
Lab pe aakar joh ruke hai dhaai woh harf keh do
Meri saanson se judi hai teri har saans keh do
Mushkil aasaan kar do
Mushkil aasaan kar do
Ya toh barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do
Ya toh barbaad kar do
Meetha sa yeh zehar main toh peeta rahunga
Tu khuda na sahi main toh sajde karunga
Meetha sa yeh zehar main toh peeta rahunga
Tu khuda na sahi main toh sajde karunga
Tum joh Shirin na hue kya humko Farhad kar do
Meri saanson se judi hai teri har saans keh do
Mushkil aasaan kar do
Ya toh barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do
Ya toh barbaad kar do
Khwaabon ko jagah na mili aankhon mein, wahan pehle se hi sailaab tha
Nagme banata phira saazon pe, dil apna faqat mizraab tha
Khwaabon ko jagah na mili aankhon mein, wahan pehle se hi sailaab tha
Nagme banata phira saazon pe, dil apna faqat mizraab tha
Meri bejaan hasraton ko qabil-e-daar kar do
Meri saanson se judi hai teri har saans keh do
Itna ehsaan kar do
Itna ehsaan kar do
Poore armaan kar do
Ya toh barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do
Watch Video