Lyric4U
Aa Raha Hai Maza

Sapne Saajan Ke

Watch Video
Lyrics
Aa raha hai maza teri baahon mein
Chha raha hai nasha meri nigaahon mein
Meri aarzoo bhi ho tum
Meri zindagi bhi ho tum
Jaan-e-adda suno tum zara, mere dil ki sada
Aa raha hai maza teri baahon mein
Chha raha hai nasha meri nigaahon mein
Meri aarzoo bhi ho tum
Meri zindagi bhi ho tum
Jaan-e-adda suno tum zara, mere dil ki sada
Aa raha hai maza teri baahon mein
Chha raha hai nasha meri nigaahon mein
Kabhi yahan kabhi wahan
Kaise main kahun hai dard kahan
Kabhi yahan kabhi wahan
Kaise main kahun hai dard kahan
Kahin jalan kahin chubhan
Bujhti nahi saanson ki agan
Zara paas aa mujhko chain aayega
Aa raha hai maza teri baahon mein
Chha raha hai nasha meri nigaahon mein
Meri aarzoo bhi ho tum
Meri zindagi bhi ho tum
Jaan-e-adda suno tum zara, mere dil ki sada
Aa raha hai maza teri baahon mein
Chha raha hai nasha meri nigaahon mein
Javaan javaan haseen samaan
Jaane kaisi yeh pyaas jagi
Javaan javaan haseen samaan
Jaane kaisi yeh pyaas jagi
Kya bebasi, kya bekhudi
Saare tann mein hai aag lagi
Yeh pyar dil ko kitna tadpayega
Aa raha hai maza teri baahon mein
Chha raha hai nasha meri nigaahon mein
Meri aarzoo bhi ho tum
Meri zindagi bhi ho tum
Jaan-e-adda suno tum zara, mere dil ki sada
Aa raha hai maza teri baahon mein
Chha raha hai nasha meri nigaahon mein
Meri aarzoo bhi ho tum
Meri zindagi bhi ho tum
Jaan-e-adda suno tum zara, mere dil ki sada
Mere dil ki sada
Haan mere dil ki sada
Watch Video