Lyric4U
Aa Meri Jaan

Chandni

Watch Video
Lyrics
Tere dil mein main apne armaan rakh doon
Aa meri jaan main tujh mein apni jaan rakh doon

Aankhen hai teri kyun khali khali
Baatein kahan gayi woh pyar wali
Aankhen hai teri kyun khali khali
Baatein kahan gayi woh pyar wali
Tere hothon pe apni muskaan rakh doon
Aa meri jaan main tujh mein apni jaan rakh doon
Aa meri jaan main tujh mein apni jaan rakh doon
Aansun tere nikle, dil mera roye
Chot lage tujhko toh dard mujhe hoye
Aansun tere nikle, dil mera roye
Chot lage tujhko toh dard mujhe hoye
Tere zakhmon pe apni zubaan rakh doon
Aa meri jaan main tujh mein apni jaan rakh doon
Aa meri jaan main tujh mein apni jaan rakh doon
Saiyan yeh baiyan zara thaam le tu
Munh se kisi cheez ka naam le tu
Saiyan yeh baiyan zara thaam le tu
Munh se kisi cheez ka naam le tu
Tere kadmon mein sara jahaan rakh doon