Aa Jeele Ek Pal Mein
Kyon Ki
Lyrics
Mausam ne kaha phoolon se
Phoolon ne kaha khushboo se
Khushboo ne kaha bhanwaron se
Bhawaron ne kaha shabnam se
Reh jayengi yeh nishaniyan rahe na rahe hum
Aa jeele ek pal mein sau janam
Aa jeele ek pal mein sau janam
Aa jeele ek pal mein sau janam
La la la ... la la la
La la la ... la la la
Reh jayengi yeh nishaniyan rahe na rahe hum
Aa jeele ek pal mein sau janam
Aa jeele ek pal mein sau janam
Aa jeele ek pal mein sau janam
Tamanna jagake
Tune humein jeena sikhaya
Tamanna jagake
Tune humein jeena sikhaya
Tanha thi har lamha main
Tune armaano ko jagaya
Yeh silsile, yeh dastaan kabhi honge na khatam
Aa jeele ek pal mein sau janam
Aa jeele ek pal mein sau janam
Ek nazar kya mili
Badle hai sare nazare
Ek nazar kya mili
Badle hai sare nazare
Do kadam kya chale
Mil gaye humko sahare
Yeh aarzu, yeh justuju kahin ho na mera bharam
Aa jeele ek pal mein sau janam
Aa jeele ek pal mein sau janam
Reh jayengi yeh nishaniyan rahe na rahe hum
Aa jeele ek pal mein sau janam
Aa jeele ek pal mein sau janam
Aa jeele ek pal mein sau janam
Watch Video