Lyric4U
Aa Jao Meri Tamanna

Ajab Prem Ki Ghazab Kahani

Watch Video
Lyrics
Thoda thehar, thoda thehar
Sun le zara, sun le zara
Dil keh raha, dil keh raha
De na saza yoon bewaja
Roothkar mujhse na ja abhi
Bhoolkar shikwa gila sabhi pyar ka
Aa jao meri tamanna
Baahon mein aao
Ke ho na paaye juda hum
Aaise mujh mein samaao
Har ghadi lag rahi teri kami
Le chali kis gali yeh zindagi
Hai pata lapata hoon pyar mein
Ankahi ansuni chahat jagi
Joh hua, pehle hua nahi
Aaj tum karlo zara yakeen pyar ka
Aa jao meri tamanna
Baahon mein aao
Ke ho na paaye juda hum
Aaise mujh mein samaao
Rut jawan, dil jawan, hasrat jawan
Tu hai toh yeh bhi hai saare jawan
Woh nagar, woh dagar hogi haseen
Tu mile pyar se mujhko jahan
Paana hai tujhko yeh dil kahe
Har ghadi ab toh nasha rahe pyar ka
Aa jao meri tamanna
Baahon mein aao
Ke ho na paaye juda hum
Aaise mujh mein samaao
Watch Video